Wednesday, November 26, 2025

Bhiwadi me road reflective sign board ka use political promotion ke liye hona

Hello guys mera naam Ajay yadav h aur is blog ko hi manage krta hu. Is blog pe aaj m first post daal rha hu, jo h bhiwadi me aashiana aangan society ke samne lage highway sign board ke bare me...

Ye board NHAI lgati h highways pe jo aage ane wali destinations aur cities ke navigation sign aur distance ke bare btati h. Ise kahte kya h mujhe iske naam ke bare me to nhi pata, but jo road ke dono ways ke end se start hokar beech me milta h ucha sa retro reflective sign board kahte h sayad.


Is image ko dekh kar samjh hi gye honge aap. Ye aangan society ke samne lga hua h. Jha par sirf Bhiwadi ki local politics ke candidate apne pro option aur greeting ke liye hi use ho rha h. Aur dono side me sirf promotional posters hi Lage hue h. To kya NHAI ko ye hta dena chaiye aur jo is board ka purpose h usi cause me iska use Krna chahiye. Is ke liye kiski responsibility hoti h, jo ise mange kare mujhe bhi iske bare me bhi pta but it should be fixed.

Bhiwadi me road reflective sign board ka use political promotion ke liye hona

Hello guys mera naam Ajay yadav h aur is blog ko hi manage krta hu. Is blog pe aaj m first post daal rha hu, jo h bhiwadi me aashiana aangan...